Song
|
: Driving Slow
|
Movie / Album
|
: MTV Spoken Word 2 (2016)
|
Singers
|
: Baadshah
|
Music Composer
|
: Baadshah
|
Lyricist
|
: Baadshah
|
I'm driving slow
Gaadi mein beamer 640 mein
Panchkula se Chandigarh
Chandigarh se Mohali mein
Haal hi mein
Bollywood se phone kafi aane lage
Par tera bhai chill kar raha Manali mein
Gaadi slow phir bhi pahochun wahan
Main jaha tum kabhi bhi na pahonch sako
Galli do mujhse jalne walon lekin
Meri kameyabi se jo khush taali do
Mujhse jalne wale
Jal jal ke kaale ho gaye
Mujhpe marti unki behne
Woh mere saale ho gaye
Woh bolte hain maine kar diya
Mera khali glass maine bhar diya
Jinko bhi mjuhpe doubt tha
Maine sabka muh band kar diya
Mummy papa ko le ke naya ghar diya
Apna bank account maine bhar diya
Is saal mujhse jalne walon ke liye
Kaafi zyaada thandi hone wali hai ye sardiyan
Yeah..
Woh kampainge woh kaampainge
Yeah..
Sab apna rasta naapainge wo naapainge
(I'm driving slow I'm driving slow
Dheere meri gaadi I'm driving slow
Dheere meri gaadi I'm driving slow)
Jabse main hone laga famous
Mujhse jalne walon ki jalne lagi anus
Unhe lagta tha unhone mujhe padh liya
Lekin maine change kar diya syllabus
Bebas bechaare mujhse kare
Jaise mere liye khush hain
Mujhko pata hai inki sachayi
Inki baatein badi badi lekin
Kaam inka fuss hai
Basa hawa rap ko hai laggi bimari
Badshah hai dawa
Bante hai shaane
Toh main bhi hoon dedh shaana
Bante hain ser toh main hoon sawa..
Har baat mein aage
Har baat mein behtar
Iss saal teri lunga mein kehkar
Mujhse jalne wale
Jal jal ke kaale ho gaye
Mujhpe marti unki behne
Woh mere saale ho gaye
(Gaadi meri 20 se 30 ki speed ke beech mein
Gaadi mein chill karu
Jaise baitha hoon main beach pe)
(You don’t know.. you don’t know..)
No comments:
Post a Comment